Home About Contact Sitemap Disclaimer テクノロジー
Unknown

on

Google translate blog me kese lagaaye



Agar aap Hindi me blogging kar rahe hai aur cahte hai ki English samajhne wala vyakti bhi aapka blog padhe to aap Blogger ke Google Translate Gadget kar istimall kar sakte hai, ye toh aapko apne hindi blog ko dunia ki kisi bhi bhasha me convert karne me help kar sakta hai. Hindustan ki sabhi lockpriye bhashaye jaise ki Punjabi, Gujrati, Etc me bhi aap apne blog ko translate kar sakte hai.
Translate karne se aapke blog par dunia ke aur bhi jada readers bhadege. Google translate system perfect to nahi hai sabse behtar to hai ki aap khud ki Hindi to English translate karke blog likhe. Lekin kuch na hone se ko kuch hona acha hai.
Is chote se article me mai aapko apne blogger blog mai translate gadget lagana sikhauga.

Google translate blogger mai kaise lagaye:

Step 1: Sabse pehle hum apne Blogger blog mai login karege. Phir hum layout > Add new gadget par click karege.
add-gadget-click-kare
Step 2: Ab gadget list me se hum Google translate gadget select karege aur uske aage Add par click karege.
add-google-translate
Step 3: Ab hum apne Translate widget ki settings karege
setting-google-translate-gadget-blogger
  1. Title: Translate widget ka title likhe
  2. Style: Kaisa style cahte hai vo select kare
  3. Preview: Ye 2. me select kiye hue style ka preview hai
  4. Save par click kare
Agar aapne ye sabhi step kare hai to aapke blogger blog me ab translate widget lag chuka hoga.
hindi-to-english-kare-blogger
Translate widget use karne ke liye “Select Language” par click kare aur apni pasand ki bhasha select kare (hume english select ki hai)
Before and after esa kuch dikhega
hindi-to-english-kaise-kare-blogger
Agar aapko is article me kuch problem ayi to neeche comment kare. Aur agar pasand aaya to hamare Facebook page ko like kare.
Thank you :)
Copyright © 2015 Dgyaan-digital gyaan - All Right Reserved.
Thanks To Arlina Design - This Template Dunia Blanter / Blogger